Ham ne mana keh TAGHAFUL na karo gai lekin KHAK ho jain ge ham, tum ko KHABAR hone tak
Kuch door hamare sath chalo hum dil ki kahani keh den ge, Samje na jisy tum aankhon se wo baat zubani keh den ge, pholon ki tarah honton pe ek shokh tabasum bikhre ga, Dheere se tumhare kanon main ek baat purani keh den ge, Izhare wafa tum kya jano iqrare wafa tum kya jano, Hum ziker karen ge ghairon ka aur apni kahani keh den ge, kuch