Musafir to bichertay hain

Musafir to bichertay hain rifakat kab badlti hai..
Muhabbat zinda rehti hai Muhabbat kab badlti hai

kali ka phool ban’na aur bikhar jana mukaddar hai..
Yehi qanoon-e-fitrat hai aur fitrat kab badlti hai

Jo DiL me bas jaye aur aankhon me simat aye
Alamat hai ye Chahat ki aur Chahat kab badlti hai

Tumhi ko Chahtay hain Tumhi se Muhabbat kertay hain.
Yehi barson se adat hai aur adat kab badlti hai

Tags: , , , , , , , ,

You might also like

Alfaz k jhoote bandan main Alfaz k jhoote bandan main Raz k gheray pardon main har shakhs Mohabat karta hai halan ke mohabat...
Muhbat hum say karni ho to phir wada nahi karna, Muhbat hum say karni ho to phir wada nahi karna, ye waday hum nay Dekhay hain k aksar tot jatay hain Muhbat...
Us ne door reyna ka mashwara be likha hai Us ne door reyna ka mashwara be likha hai. Sath mai muhabbat ka wasta  b likha hai. Us ne ya be...
Maray Liye Tu App Hi Sab Se Khas Hain Hum app ki yaad main udas hain, Bas app say milnay ki ass hay, Chahay dost kitnay hi kion na hoon, Maray...
Ek Lamhe Me Unhone Zindagi Sawar Di Ek Lamhe Me Unhone Zindagi Sawar Di, Doosre Lamhe Me Unhone Zindagi Ujad Di, Kusoor Unka Nahi Hamara...
Share My Zimbio
Top Stories

Comments are closed

<