falsfa-e-zindagi
sekha hay jab se main ne falsfa-e-zindagi
kaisy kahun k uss ka rawayya badal gaya
jis ne kaha tha sath chalain gay tamam umr
badla hawa ne rukh to wada badal gaya
un ko tha ye guman wo dil haar jayen gay
shayed iss liay unka irada badal gaya
hairat hay FARAZ k muddat qaleel main
wo shakhs meri soch se zyada badal gaya
You might also like
| hum dil ki kahani keh den ge. Kuch door hamare sath chalo hum dil ki kahani keh den ge, Samje na jisy tum aankhon se wo baat zubani... | Ab Agar Aao To Jaane ke Liye Mat Aana Ab Agar Aao To Jaane ke Liye Mat Aana Sirf Ahsaan Jataane ke Liye Mat Mana Maine Palkon Pe Tamannaen... | Cheese paratha Ingredients: oil3,4 tps,flour 2 cup,maida1 cup,salt (optional),egg 1,1/2,1 cup cheese Method: make... | Beef Karahi Ingredients: 1) 1 kg. Beef 2) 3/4 kg.tomatoes 3) 250gms yougurt 4) 1 1/2 table spoon garam masala... |














